Monday, January 18, 2010

day 18th jan 2010

aaj ka din bahut hi behar din gaya pata nahi subah se hi mood bada hi upset tha pata nahi kisliye. bash itna tha ki body constrante nahi thi or dimag mai kaaphi uljhane thi samaj mai nahi aa raha tha ki kya kiya jay because abhi tak life unbalance chal rahi thi cricket match khela to muh mai ball se choot lag gayi or pura hi mahol bigar gaya tha.
mai aaj tak yah samajh nahji paya ...........ki..........se .......sab..............................
abhi tak bahut hi muskilo ka samna kiya hai pata nahi or kitna karna padega ......................dimag mai baat aati nahi hai......................

No comments:

Post a Comment